aoa kia hal chal hain gi ap ke ..i hope ka sab theak ho ga and i wish sab theak rahe ameen ameen...yar auntie ka main is ko 2 bar bol chuka tah lekin rog bhol jati thi ya aj maine kaha beshak 2 baj jain school sa bahir na ana jab tak bat na kar lo yar wo password wali bat mujhe batai thi or maine is apni adopted bahen ko bola bhi tah lekin mujhe a ka kethi maujhe yad nahi raha matlab ab tum khud batao main kia karon is ka falto hi ha na phir ya kisi kam ki ha nahi or madam phir ap is ki side leti ho acah gi to wo password wali bat to yar bat aisi ha na ka jo ya meri dash bahen ha na maine is ko vacation hone sa pehel bola ka mehr ko bata dena ka password mehrumeru ha sahi ha lekin is na a ka mujhe kaha ka main bhul gai password batana phir maine socha ka maine mehr ko bataya tah ka mere sab account ka pass mehrumeru lekin mujhe lag raha tah ka ap old wala pass lagao gi ...acha to us ka pass mehrumeru ....acah kr meri jaan yar wo aj sir na bataya ka wo last year wala maths wala dubara ho raha ha and sir na mere bolne sa pehle hi mujhe bol dia ka rohan main tumhara name bejh raha hon to yar plsss monday ko pata kar lena ap log bhi plss a jao ap bhi plss apna name bhi likhwa do or yar ya zohaib bio wala ho ka bhi maths wala ma war raha ha ajeeb bhai tu kam kar apna maths ma tera kai kam? acha choro us ko or plss agar teacher na bolain ap logon ko to plss khud pata karna ya phir sir javaid ko bol dena or han baki sab sa imp bat ka agar mariyum log mere against koi bat karain to ap meri side na lena ok? agar wo mere bare ma koi bhi bat kar raha negative way ma to ap bhi negative bat hi karna ...kion ka agar ap us na samne meri side lo gi to phas jao gi ...or baki ly bye .....or han ya letter parh ka ka mujhe bata dena matlab ya to fatima ko ya to warisha wala acc pa ...jaise ap ko easy ho or jaise safe ho or han kabhi bhi warsiha wala acc apne phone pa login nahi karna laptop pa karna or baki aj to ap ka bhi itni karib sa didar ho gia or uncle ka bhi..hehe...or han wo maine aj aik page bejha tah parh lia ?? or yar han ap ka test bana ka rakhe hoe the lekin wo yad hi nahi raha bach gai ho beta lekon koi nahi monday ko..or han nehal mila tah kah raha tah ka tu loyal to rahe ga na mehr ka sath maine kaha koi shaq to ketha nahi wo mehr aik din kah rahi thi ka maybe rohan ko koi or pasand ha...mehr madam sharam nahi a rahi ap ko ya bat karte hoe..tum na hareem ko bolna ka kisi din meri full day recording kar ka bejhe ap ko har 5 min bad main mehr mehr kar raha hota hon.. acha chalo ly bye and thanks for everything