Yar meru kia hoa ha yar sab theak ha ..na rat wali story ka koi reply na kuch yarr bohat tension ho rahi ha ap kah rahi thi mama ka sath ja rahi ho lekin ap na wapis a ka bataya nahi sab theak ha ? ap ki tabaiat theek ha??...plsss koi prank nahi karna plss...acha yar ya batao cough theak ho gai ap ki or flu??...ya rmujhe bohat zayada ho rahi ha cough bhi or flu bhi sar ma itni dard ha yar